yeh kahanian udhoori,jo na ho skain gi pori
unhain mein bhi kion sunaon?
Unhain tum bhi kion sunao?
Us bewafa ki khatir,yeh junoon faraaz kab tak
jo tumhain bhol chuka hai
usay tum bhi bhol jao
yeh judaion k rustay,buri door tak gaye hain
jo gia wo phir na aya
meri baat maan jao..........................................

No comments:
Post a Comment